قصہ زہرا بٹیا سے ملاقات کا
Post on 08-Apr-2017
58 views
Embed Size (px)
TRANSCRIPT
:
:
03:25:04, 2013, 03 :
_________________
03:56:40, 2013, 03: ************************************
:
!
06:27:56, 2013, 03: ************************************
http://www.bazm.urduanjuman.com/index.php?topic=8318.0
I K QAZI
Moderator
Germany
http://www.bazm.urduanjuman.com/index.php?topic=8318.0
Agarchay Dunya Aik Naye rang Mey Rang Chuki Hai.Khoob Sey
Khoob Tar ki Talaash Pehlay Bhi Rehti Thi Aur Ye Aik
sehatMand Rohjaan Balkay Insani Khaslat Bhi Hai.Lehkin Iss k
Liye Jahez Zarai aur Jad o Jehad Ka Asool Bhi Mad e Nazar Hona
Chahiye.Na K Iss k Liye Laashon sey Guzarna Aur "Short Cut"
Sey Haasil Karna Ghalat Hai.Bohat Kam Loag Hain Jo Puraanay
Aqdaar Ki paasdaari Kartay Hain Aur Saath Mey Wazehdaar
Bhi hain.Lehkin Humey ye Bhi nahih bhoolna Chahiye K"Sang
Da Jaa e Khud Sangeen Ast".Har Insaan Ki Apni Khasoosiyaat
aur Ahmiyat Hoti Hai.Barri Umar K Loag Puraanay Bargad Ki
Drakht Ki Manind Hotay Hain.Apna Daor Guzaar Kar Bhi
doosron Ko Saya Muhaiya Kartay hain.Illm aur tajruba rakhnay
walay loag Aanay Walon k liye Mashal e Rah Hotay Hain.Humey
Unn Ki Qadar Karna Chahiye aur Unn k Illm Aur Tajrubay Sey
Kama Haqahoo Istehfaada Hasil Karna Chahiye.
"Baaz Loag Zindagi ki Har Gali Mey Miltay Hain Lehkin
Pehchanay Nahih Jaatay.Aur Kuch Loag Jin Ka Aks Kahih Paa
Lo.Tou Wo Apni Zaat Ka Paikar Liye Har Gharri Palkon K Chik
K aagay Kharray Zehen K Kawaarr Katt Kattatay Rehtay
Hain/Dastak Dehtay hain.Barray Zaalim Hotay Hain Ye Na
Aashna Bhi Jo Shanasaai K Libaaday Mey Lipttay Chor Chaal
Chaltay Huwey Dil K Dalaan Mey Aa Kharray Hotay Hain,Tou
Samajh Nahih aata K Inn Sey Koan sa Rishta Baandha Jaye.Ye
Rishtay Bhi Kya Cheez Hain.Jahan Rishton K Barray Barray
Unwaan Chispah Hotay Hain,Wahan Mohabbaton Ki Mehkaar
Nahih Hoti.Aur Jahan koi Unwaan kisi Rishtay Ka Intesaab
Nahih Hota,Wo Daman Mohabbat K Khameer Ki Meetthi Pukarr
Liye Hota Hai".
Tue Nov 05, 2013 3:50 pm
_________________
Dr Maqsood Hasni
Senior Proud Pakistani
punjab
aap ki khasusi tovajo ke liay ehsan'mand hoon
Allah aap ko shad rakhe
Fri Dec 13, 2013 5:52 pm
_________________
I K QAZI
Moderator
Germany
Humey Aap Ka Likha Huwa Parrh Kar Mazaa aaya.Shukriya tou
Mujhey aap Ka adaa Karna Chahiye!! !
Fri Dec 13, 2013 5:54 pm
_________________
Dr Maqsood Hasni
Senior Proud Pakistani
punjab
aap se arsa se wasta aur ta'aluq hai aur aap maire piyaroon main
hain is liay shukarriya aap ne ada kar diya ya mein ne, baat to
eak hi hai.
Allah aap ko shad-o-shadab rakhe.
Sat Dec 14, 2013 12:52 pm
_________________
I K QAZI
Moderator
Germany
Ye Bahimi Mohabbat Aur Ehteraam Hi Humey Jhorray Rakhti
Hai.Waisey Bhi Kehtay Hain Na K:"DIL SEY DIL KO RAH HOTI
HAI"
Sat Dec 14, 2013 3:56 pm
_________________
Dr Maqsood Hasni
Senior Proud Pakistani
punjab
Reply with quote Edit/Delete this post
ji haan aap darust farmate hain.
Allah is mohabat aur khalous ke reshte ko barkat de.
Sat Dec 14, 2013 10:46 pm
_________________
MaheTamam
Forum Family Member
loved this qissa .... bohut aala !! ............ Allah aap ki Khwahish
poori karey .... Ameen....
Sun Dec 15, 2013 6:54 pm
_________________
richards1999
Humey Aap Ka Likha Huwa Parrh Kar Mazaa aaya.Shukriya tou
Mujhey aap Ka adaa Karna Chahiye!! !
Mon Dec 16, 2013 7:20 am
_________________
Dr Maqsood Hasni
Senior Proud Pakistani
punjab
baita Allah aap sab ko khush aur salamat rakhe
Mon Dec 16, 2013 12:56 pm
_________________
I K QAZI
Moderator
Germany
ji haan aap darust farmate hain.
Allah is mohabat aur khalous ke reshte ko barkat de.
Ameen!!! Insha ALLAH jab Tak Hain Tou Poori Koshish RaHEY
gi!!!!
http://www.forumpakistan.com/qissa-zohrah-bitya-se-molaqaat-ka-t107435.html#ixzz4FhOCbC
Cj
http://www.forumpakistan.com/qissa-zohrah-bitya-se-molaqaat-ka-t107435.html#ixzz4FhOCbCCjhttp://www.forumpakistan.com/qissa-zohrah-bitya-se-molaqaat-ka-t107435.html#ixzz4FhOCbCCj