jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

74
TEHREEF E QURAN OR AHL E SUNNAT????

Upload: syed-wajih-ul-hassan

Post on 12-Jan-2016

67 views

Category:

Documents


1 download

DESCRIPTION

refutation of blames upon ahl us sunnah that they hold the aqeda of tehreef e quran

TRANSCRIPT

Page 1: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

TEHREEF E QURAN

OR

AHL E SUNNAT????

Page 2: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

>>> NABAWI DAOR SE LE KR AJ TK AHL E SUNNAT KA

MUTTAFIQQUN ALAYH AQEEDA HA K QURAN E MAJEED MN

TEHREEF HONA MUHAAL HAY, Q K ALLAH NE KHUD ISKI

HIFAZAT KA ZIMMA LIYA HA.

>>> AHL E TASHAYYU KA QADEEM AQEEDA YEHI HA K QURAN

KO SAHABA NE BADAL DIYA OR AJ JO QURAN HMARE HATH

MN HA WO ASLI NHI HAY BLKE IS MN KMI OR ZIYADTI KR DEE

GAI HA

>>> DAUR E JADEED MN AHL E TASHAYYU KA 1 BRA HALQA

APNE IS QADEEM MAZHAB KO CHUPATA HA OR ISKE SATH

SATH SAHABA PR QURAN KI TEHREEF KA ILZAM BHI LAGATA

HA.

ZAROORI BAATEN……

Page 3: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

AHL E SUNNAT PR TEHREEF E QURAN

K ILZAM K JAWAB SE PEHLE NASAKH E

QURAN BA-HUKM E ILAHI K BUNYADI

CONCEPT OR ISKA TEHREEF E QURAN SE

DIFFERENCE SAMAJHNA MUFEED HA.

LIHAZA HM PHLE NASAKH E

QURAN BA HUKM E ILAAHI

PR BAAT KRN GAY

Page 4: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH E QURAN

KI

TASHREEH

Page 5: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

CONTENTS:

1. Nasakh ki definition

2. Phir Tehreef se kiya

ha?

3. Dalayil

4. Nasakh ki wujoohat

Page 6: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH KI DEFINITION

NASAKH: nasakh se muraad ha QURAN KI NAZIL SHUDA AYAAT KA

HUKM E ILAHI SE MANSOOKH HO JANA , ya’ni khud ALLAH ne unhe

nazil kiya or phir khud hee wqt badalne k sath unhe mansookh kr diya

Tamam firqon ka is baat pr ittifaaq ha k islam k ibtidai daur mn bht c

ayaat esi naaziil hoin k jinko ba’d mn ALLAH ne mnsookh kr diya or

HUZOOR E AQDASS k haafze se bhi unhe mitaa diya

SOORAH BAQARAH , AYT 106:

ا ث:ل8ه6 م8 و:أ6 ا ن:ه6 م@ Aي:ر ب8خ6 ن6أ:ت8 ا ه6 نJنس8 و:

أ6 Aآي6ة م8ن: خ: ن6نس6 ا للQه6 م6 Qأ6ن ت6ع:ل6م: 6ل6م: ٱأر� د�ي ق� ء ي� ق ل� ك� ى� ق� ق�

Hm jo ayat mansookh kr dete hn ya bhula dete hn to phir us se behtar ya us jesi aur ayat le kr aate hn. kiya tum nhi jante k ALLAH hr cheez p qadir ha

Page 7: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

MANSOOKH AYAAT KI AQSAAM

Mansookh Ayaat ki types kuch is trh hn:

>>> wo ayaat jinki tilawat hee mansookh ho

chuki ALLAH ne QURAN mn se unhe nikalwa

diya hay or un pr amal bhi mansookh hay.

>>> wo ayaat jo quran mn se ALLAH ne

nikaal dee hn , magar unka hukm baqi rkha

hay (hadees e mustufa k zrye)

>>> wo ayaat k jin pr amal mansookh ho

chuka hay , magar quran mn abhi bhi

maujood hn

Tfseel dlayil mn shia mufassireen k

aqwal se aage ay gee

Page 8: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH E QURAN PR DALAYIL.........1

1. Quran soorah BAQARAH , ayah 106:

و: 6 أ ا ن:ه6 م@ Aي:ر ب8خ6 ن6أ:ت8 ا ه6 نJنس8 و:

أ6 Aآي6ة م8ن: خ: ن6نس6 ا م6ا ث:ل8ه6 د8يرd م8 ق6 Aء ي: ش6 كJل@ lع6ل6ى للQه6 Qأ6ن ت6ع:ل6م: 6ل6م: أ

Hm jo ayat mansookh kr dete hn ya bhula dete hn to phir us se behtar ya us jesi aur ayat le kr aate hn. kiya tum nhi jante k ALLAH hr cheez p qadir ha?

Page 9: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH E QURAN PR DALAYIL.........2

2. Quran , soorah AL-A’LA , ayat 6-7

* ك� ق�� ٱل ق آ� ق ق�� �ق� د��ل ى� ق ق"ن ق# ق%ل ق& ك' د� ي) كن ق(Ay mehboob hm apko parhayn gay jo ap kabhi nhn

bhoolen gay SIWAY USKE JO ALLAH (APKO BHULANA)

CHAAHE

Is ayat e kareema mn jo ye frmaya k ap QURAN kabhi nhi bhoolen gay,

siway wo jo ALLAH apko bhulana chahe , Yahan pr sawal ye peda

hota hay k ye QURAN ka kon sa hissa hay jiske huzoor

ko bhula dene ki khabar ALLAH ne dee hay?

Iska jawab ye hay k ye wo hissa tha jo k ALLAH k hukm mn mustaqbil mn

mansookh ho jana tha or baqi reh jane wale quran mn se use

hmesha k liye hazaf krne ka bndo bst krne k liye qalb

e mustufa se bhi use mita dena tha.

Page 10: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH E QURAN PR DALAYIL.........3

3. Majma ul Biyaan by Shekh Tabrasi shia,

soorah baqarah ayat 106 ki tfseer mn khte

hn:

و"ل#و"ه� آ�ية �ل حكم ي�%ع أ�ن �نه� ض�وب ��� آ�ن �ل)� �% ج�ت   ۔۔۔۔۔۔۔۔۔و�لن خ و��"ل#و"ه� %ن خ آ�ن �ل)� �% ��نت ي��أ أ�ن ب �ثي�ة أ�خب�ر

Khte hn NASAKH E QURAN ki mukhtlif

aqsaam hn jin mn se ye b hay k kisi ayat ka

hukm or uski tilawat dono mansookh hn…or

is qisam ki bht c riwayat hn k quran mn koi

ayat pehle thee magar ba’d mn uski tilawat

mansookh kr dee gai.

Page 11: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 12: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH E QURAN PR DALAYIL.........4

4. Tafseer AL-Tibyaan by Shekh Toosi shia,

soorah baqarah ayat 106 ki tfseer mn khte

hn:

. : دون الحكم نسخ اقسام ثالثة على الشرع في النسخ

{ معا ونسخهما الحكم، دون اللفظ ونسخ اللفظ،

NASAKH E QURAN ki 3 aqsaam hn, ayat quran

mn maujood ho magar hukm mansookh ho

chuka ho , ayat ALLAH ne quran mn se nikal

dee ho magar hukm maujood ho ya ayat bhi

quran mn se mansookh ho or sath mn us

pr amal bhi mansookh ho

Page 13: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 14: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH E QURAN PR DALAYIL.........5

5. Tafseer AL-Saafi by Faiz Kashani shia ,

soorah baqarah ayat 106 ki tfseer mn tfseer krte huwe

khte hn:

كما محمد يا قلبك وعن حفظها القلوب عن ونبلي رسمها نرفع بأن

قال:

}  *  {JهQلل آء6 ش6 م6ا Qإ8ال lى ت6نس6 ال6 ف6 ر8ئJك6 نJق: س6

: ذكره[ 7-6األعلى] قلبك عن فرفع ينسيك أن

hm mansookh ayaat ka likhna wapis utha lete

hn or dilon pr se unka hifz khatm kr dete hn or

ay mehboob apke qalb se bhi jesa k ALLAH ne

frmaya k Ay mehboob hm apko parhayn gay jo ap kabhi

nhn bhoolen gay siway uske jo allah (apko bhulana) chaahe k

hm apko wo ayaat bhula dn gay or unka zikr

apke qalb e adqas se utha ln gay.

Page 15: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 16: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH E QURAN PR DALAYIL.........6

6. Minhaj us Sadiqeen by Mulla Faiz Kashani shia

soorah baqarah ayat 106 ki tfseer mn nasakh o

mansookh ki daleel k tor pr 1 riwayat pesh krte huwe

khte hn:

که   آمده روايت رسول در مجلس در الل�ه مردي رسول يا گفت و خواست پاي بر

كرده فراموش برخاستم شب ميخواندم تهجد نماز در و ميدانستم قرآن آيه چند

مرا گفت و برخواست ديگري و نشد ميسر آيد من ياد که خواستم چند هر و بودم

پيغمبر گفت همچنين ديگري و داد دست قضيه همچنين ميدانيد نيز هيچ فرمود

که آنست بجهت اينکه فرمود اعلم رسوله و الل�ه گفتند چيست اينکه سبب که

ببرد مردمان ياد از را آن نمايد نسخ را آيتي گاه هر و فرمود نسخ را آن حقتعالي

Riwayat ha k huzoor ki majlis mn kuch ashkhaas ne quran ki

kuch ayaat bhool jaane ka btaya to is pr Huzoor ne frmaya

k asal mn un ayaat ko ALLAH ne mansookh kr diya

hay or jb ALLAH ksi ayat ko mansookh krta hay to

phir logon ki yaad’dasht se use nikal deta hay.

Page 17: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 18: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH E QURAN PR DALAYIL.........7

7. Majma ul Biyaan by Shekh Tabrasi shia, soorah

baqarah ayat 106 ki tfseer mn mansookh ayaat ki

misalen dete huwe chnd esi ayaat bhi btlai hn jo

ALLAH ne QURAN mn se utha leen.

 1 نقرأ ۔ كنا قال أنه بكر أبي عن آبائكم روي عن ترغبوا ال

بكم كفر فإنه

2 يقرأون  ۔ كانوا أنهم موسى أبي عن آدم روي البن أن لو

إال آدم ابن جوف يمأل وال ثالثا} إليهما البتغى مال من واديين

تاب من على الله ويتوب رفع التراب ثم

معونة .3 ببئر قتلوا الذين األنصار من السبعين أن أنس وعن

{ كتابا فيهم عنا قرأنا فرضي ربنا لقينا إنا قومنا عنا بلغوا

رفع وأرضانا ذلك إن ثم

* Red colour un ayaat ko show kr rha hay

Page 19: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 20: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

NASAKH KI WUJOOHAT

Tafsir e Saafi by Shia mufassir Mulla faiz kashani

soorah Baqarah ayah 106 ki tafseer mn hee nasakh

ki wujoohat kuch is trh biyan ki gai hn.

واألشخاص: األعصار باختالف تختلف المصالح ألن وذلك أقول

شخص إلى وبالنسبة عصر في النافع فان

الشخص ذلك غير وفي العصر ذلك غير في يضر� قد

Mn kehta hoon k ye nasakh is liye tha q k insan ki

behtri prmbni maslihaten wqt or logon k badalne k

sath sath badalti rhti hn. Pss 1 cheez agar kisi wqt

kisi admi k liye nafa bakhsh hay to wohi cheez kisi or

wqt mn kisi or admi ko nuqsan de skti (ya’ni is wajha

se ALLAH ne wqt badalne k sath quran k ahkaam

tabdeel kiye or jin ayaat ka mansookh krna maqsood

tha wo mansookh keen)

Page 21: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 22: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

AHL E SUNNAT

PR

ILZAMAT KA RDD

Page 23: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

70 SIPARE GHAYB ??

AL JAWAB

Page 24: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

الجواب

Is ilzam ka khulasa ye hay k Hazrat umar wale quran mn qareeb

3 lakh huroof ziyada the jbke hazrat ibn e abbas k quran mn 70

sipaare ghayb the means dono ka quran tehreef shuda tha.

Hm dono riwayat ko dekhen gay or jan’ne ki

koshish krn gay k ye riwayat kiya ahl e

sunnat k nazdeek qabil e qubool hn ya

nahi ??

Page 25: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RIWAYAT E HAZRAT IBN E ABBAS.....1

Tehqeeq e riwayat

Riwayat:       طريق من ، الضريس ابن أخرج ، وقد عطاء بن   عثمان   عباس  ابن عن ، أبيه جميع  : عن قال ،

، آية وستمائة آالف ستة القرآن وثالثة آي حرف ألف ثالثمائة القرآن حروف وجميعوواحد حرف وستمائة حرف ألف وعشرون

حرفا وسبعون

Hazrat IBN E ABBAS ne frmaya k quran ki ayaat 6600 hn or huroof ki ta’dad 3,23,671 hay.

الجواب

is riwayat ki is sanad ye hay.

    طريق  من ، الضريس ابن عطاء أخرج بن   عثمان   عباس  ابن عن ، أبيه عن ،

K IBN E DREES ne USMAN BIN ATAA k zrye unke walid (ATAA AL KHURASANI) se riwayat kiya or unhu ne HAZRAT IBN E ABBAS se.

Sanad mn maujood USMAN BIN ATAA AL KHURASANI muhaddiseen k haan zaeef or matrook rawi hn.

Page 26: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RIWAYAT E HAZRAT IBN E ABBAS.....2

USMAN BIN ATAAKA ZU’F

Hm namoone k tor pr is rawi k mutalliq aimma e jarah o ta’deel ki raay 1 mustanad kitab TEHZEEB UL KAMAL BY IMAM MIZZI mn se pesh krte hn:

TEHZEEB UL KAMAL , JUZZ 19, RAWI NUMBER 3846  الح�د�يث : ضعيف ه$و� ف�ق�ال� ، الخراساني ع�ط�اء 4ن ب 4م�ان ع$ث ع�ن4 معين 4ن ب �ى ي �ح4 ي سألت

# . الح�د�يث : منكر ع�ل�ي 4ن ب ع�م4رو ع�ن4 ، الغازي 4ب ع�ي ش$ 4ن ب اه�يم 4ر� �ب إ 4ن ب م$ح�مIد وقال

. الح�د�يث : متروك موضع ف�ي وقال

. بذاك# : 4س� �ي ل $خ�ار�ي 4ب ال وقال

. الح�د�يث# : ضعيف والدارقطني ، ل�م م$س4 وقال

. بثقة# : 4س� �ي ل النسائي وقال

بح�د�يثه# : أحتج ال خزيمة 4ن ب 4ر �ك ب $و �ب أ وقال .

IMAM YAHYA BIN MOEEN ne kaha zaeef ul hadees the , Umroo bin ali ne kaha munkir ul hadees or matrook ul hadees the , Imam Bukhari , Imam Muslim or Imam Darqtni ne bhi zaeef kaha. Imam Nisai ne kaha k ye siqa nhi the , Imam Ibn e khuzaymah ne kaha k inki riwayat se hujjat nhi pkri jati.

Page 27: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 28: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

IMPORTANT END NOTE:

1. Jesa k hm ne dekha , is riwayat ki is sanad mn 1 rawi ko zaeef kaha giya hay. Is waste Quran k huroof ki ta’dad jb tk ksi or zrye ya isi riwayt ki is se behtar sanad se confirm nhn ho jay hm mehez ye riwayt prh k qatai tor pr kuch nhi keh skte.

2. Faqeer ne ba’z jagha dekha hay k ulima ne bhi 3,27,671 huroof ka qaul kiya hay or huroof ki mash’hoor ta’dad yhi hay , rawafiz k han bhi ye mash’hoor hay(ALI AL KORANI AMLI khte hn { وكسرا حرف ألف مئة ثالث بأيدينا الذي القرآن حروف  وعددk jo quran aj hmare hath mn hay uske huroof ki ta’dad 3lakh or zayd hay

الطاهرين البيت الهل المخالفين على واشكال سؤال الكوراني  ، الف عليج�� العاملي %ص� 1، � ئ�ہ 9، ،94 )

4. Is waste agar ye qaul hazrat ibn e abbas se sabit ho jay to phir b ye kehna ghalat hay k unke pas tehreef shuda quran tha q k jo ta’dad e huroof is riwayt mn ay hn wo shia o sunni ulima k umoomi andazon k mutabiq sahi hn or in andazon k mutabiq quran k huroof ki ta’dad yhi ha, agarche ye riwayt is sanad k sath zaeef hay.

Page 29: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RIWAYAT E HAZRAT UMAR FAROOQ.....1

Tehqeeq e riwayat

Riwayat:العسقالني حدثنا  إياس أبي بن آدم بن عبيد بن   محمد    ، إياس أبي بن آدم جدي عن ، أبي حدثني قال ،

:             قال : الخطاب بن عمر عن ، أبيه عن ، أسلم بن زيد عن ، ميسرة بن حفص حدثـنا قال قالحرف : "  ألف وعشرون وسبعة ، حرف ألف ألف القرآن وسلم عليه الله صلى الله فمن  رسول ،

العين الحور من زوجة حرف بكل له كان محتسبا صابرا قرأه(Mu’jim e ausat by Imam Tabarani , baab ul meem , min ismuhu Muhammad , Muhammad bin Ubayd bin Aadam

)

Hazrat UMAR khte hn k HUZOOR E AQDAS ne frmaya k quran k huroof ki ta’dad 10,27000 hay

الجواب

>>>>> is riwayt mn maujood rawi Muhammad bin Ubayd bin Aadam ye majhool ul haal hn or , unki zaat k baare mn 1 hrf b ummuha tul kutub mn maujood nhi ha

Siway iske k hmare aimma e rijal ne is riwayt ko le kr rdd kr diya hay

>>>>> ye k ye riwayt sirf or sirf isi majhool or rdd krda rawi se mrwi ha , iske siwa ksi ne ye riwayt bhi nhi ki

>>>>> fourth ye k ye qaul quran ki mansookh ayaat ka b ho skta hay.

Page 30: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RIWAYAT E HAZRAT UMAR FAROOQ.....3

Muhammad bin UbaydKi hesiyyat

>>>>> ye rawi MAJHOOL UL HAAL hn , inke seerat o kirdar k baare mn kisi bhi kitab mn koi baat nhi mili siway iske k Imam Ibn e Hajar , Imam Zahbi , Imam Haysmi or Imam Suyooti ne inki is riwayt ko batil riwayt krne wala qarar diya hay

>>>>> Imam Tabarani M‘ujim ul Ausat mn inki 5 riwayat lay hn or wo sb ki sb gharayb hn. Or imam ne is cheez ko mention kiya hay. Or hr riwayt mn kaha hay اإلسناد بهذا هذا إال يروى ال

>>>>> is lihaaz se ye 1 majhool ul haal rawi hn jinki riwayat ajayb o gharayb pr mushamil hn

>>>>> or is baat pr shia bhi muttafiq hn k majhool rawi ki koi hesiyyat nhi hoti. Misaal k tor pr rawafiz k SHAHEED E SAANI ne AL BIDAYA FI ILM UD DIRAYAH k page 24 p zaeef riwayt ki ta‘reef btaate huwe wazeh kiya k MAJHOOL RAWI KI RIWAYT ZAEEF HAY...

Page 31: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RIWAYAT E HAZRAT UMAR FAROOQ.....2

Muhammad bin Ubaydor muhaddiseen

Sanad mn maujood in pehle rawi ko le kr is riwayt ko muhaddiseen ne rdd kiya hay.

1. Imam ibn e hajar asqalani :LISAN UL MEEZAN , juz 5 , page 334 . باطل بخبر تفرد العسقالني إياس أبي بن آدم بن عJب6يد بن محمد

ye is batil khbr riwayt k biyan krne mn munfarid hn

2. Imam Zahbi:MEEZAN UL E‘TIDAAL , juz 3, page639 pr yhi kaha hay

3. Imam Haysami:MAJMA UZ ZAWAYID , juz 7 , page 163في   الذهبي ذكره إياس أبي بن آدم بن عبيد ابن محمد شيخه عن األوسط في الطبراني رواه

ثقات رجاله وبقية كالما ذلك في لغيره أجد ولم الحديث لهذا الميزان

Tabarani ne ise Mu’jim e Ausat mn Muhammad bin Ubayd bin Adam riwayt kiya hay or imam zahbi ne meezan ul e’tidal mn zikr kiya ha k ye riwayt sirf isi ne biyan ki hay. is riwayt k baqi rijal siqa hn , siway is rawi k

4. Imam Suyooti:AL ITTIQAN juz 1 , page 190   الحديث لهذا الذهبي فيه تكلم إياس أبي آدم بن عبيد بن محمد الطبراني شيخ إال ثقات رجاله

is riwayat k sb rijal siqa hn siway imam tabarani k is ustad Muhammad bin Ubayd k , un pr imam zahbi ne Is hadees ko le kr etraz kiya ha.

Page 32: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 33: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RIWAYAT E HAZRAT UMAR FAROOQ.....4

Riwayat se muraad tehreef hee q???

>>> bilfarz agar ye riwayt zaeef nhn hoti to tb bhi is se ye murad lena k quran mn ba‘d mn tehreef kr dee gai , ghalat hay. Q k is baat pr ahl e sunnat or rawafiz dono muttafiq hn k quran mn bht c ayaat esi theen jo Huzoor p naazil hoin magar ba‘d mn mansookh kr dee gayn. So iski taweel b ho skti hay .

IMAM SUYOOTI , AL-ITTIQAAN,JUZ 2 , PAGE 456-457 p frmate hn ر(م� ون خ ا� آ�ن �� ��ن �� ب��تب�ر �لع�د �هذ �لع�م� بعض  ��ل

Ba’z ulima ne kaha ha k is riwayt mn ay ye huroof ki ta’dad mansokh shuda (ayaat e ) quran k wqt ki hay

Jesa k shuroo mn hm ne is baat ko mufassal zikr kiya tha

Page 34: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 35: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RESULT

Is behes mn drj zayl baten sabit hoin:

1. Hazrat Ibn e Abbas or Hazrat Umra ridwanuLAHalayhim ki dono mrwiyaat in asaneed k sath za‘eef hn or 2 zaeef riwayat ka taqabul se kuch b sabit nhi kiya ja skta.

2. Khaas tor pr hazrat umar radiALLAHnahu wali riwayt ki koi hesiyyat nhi q k usmn rawi Muhammad bin Ubayd majhool ul haal hay , batil or ghareeb riwayat biyan krta hay. Aimma muhaddiseen k han uski koi hesiyyat nhi hay. Uski seerat o kirdaar k mutallqi is se ziyada koi maloomat b nhi hn k jinko dekh kr uski sehet pr koi suboot laya ja ske.

Page 36: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

HAZRAT IBN E UMAR K NAZDEEK

QURAN NAQIS HAY??

AL JAWAB

Page 37: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

الجوابTehqeeq e riwayat

Riwayat:   :               قال عمر ابن عن نافع عن أيوب عن إبراهيم بن ال إسماعيل

: قد كله؟ ما يدريه وما كله القرآن أخذت قد أحدكم يقولن : منه ظهر ما منه أخذت قد ليقل ولكن كثير، قرآن منه  .ذهب

  (Durr e Mansoor by Imam Suyooti , Soorah Baqarah , ayat 106, juz 2, page 263)

AbduLLAH ibn e Umar radiALLAHnahu ne frmaya : tum mn se koi bhi ye nhn kehe k mn ne tamam Quran hasil kr liya hay , tumhn kiya maloom k mukammal quran kitna tha q k QURAN mn se aksar hissa matrook ho chuka hay

Is riwayat ki bunyad pr rawafiz ilzam lgate hn k sahaba e kiram ne quran ka 1 bra hissa zaya kr diya tha or hazrat ibn e umar ne iska iqrar kiya hay.

Page 38: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

SHUBHE KA AZAALA

>>> is riwayat mn Hazrat Ibn e Umar

radiALLAHanho ne ye nhi kaha k HUZOOR k

ba’d sahaba ne tehreef kr dee thee , BLKE

UNHU NE YE FRMAYA HAY K QURAN KA BRA

HISSA MATROOK YA’NI MANSOOKH HO

CHUKA HAY

>>> ma’loom huwa k wo ye bta rhe hn k

QURAN KI AYAT ESI BHI THEEN JINHE ALLAH

NE KHUD MANSOOKH KR DIYA

Page 39: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

HAZRAT IBN E UMAR K QAUL KI TASHREEH MN

SHIA HAZRAT SE RIWAYAT

Jesa k phle guzar chuka Minhaj us Sadiqeen by Mulla

Faiz Kashani shia soorah baqarah ayat 106 ki tfseer

mn nasakh o mansookh ki daleel k tor pr 1 riwayat

pesh krte huwe khte hn:

که   آمده روايت رسول در مجلس در الل�ه مردي رسول يا گفت و خواست پاي بر

كرده فراموش برخاستم شب ميخواندم تهجد نماز در و ميدانستم قرآن آيه چند

مرا گفت و برخواست ديگري و نشد ميسر آيد من ياد که خواستم چند هر و بودم

پيغمبر گفت همچنين ديگري و داد دست قضيه همچنين ميدانيد نيز هيچ فرمود

که آنست بجهت اينکه فرمود اعلم رسوله و الل�ه گفتند چيست اينکه سبب که

ببرد مردمان ياد از را آن نمايد نسخ را آيتي گاه هر و فرمود نسخ را آن حقتعالي

Riwayat ha k huzoor ki majlis mn kuch ashkhaas ne quran ki

kuch ayaat bhool jaane ka btaya to is pr Huzoor ne frmaya

k asal mn un ayaat ko ALLAH ne mansookh kr diya hay

or jb ALLAH ksi ayat ko mansookh krta hay to phir

logon ki yaad’dasht se use nikal deta hay.

Page 40: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 41: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RESULT

So HAZRAT IBN E UMAR k qaul se tehreef muraad lena SHIA ki bad diyanti hay. Q k HAZAT IBN E UMAR ne to ye kaha hay k quran ka 1 bra hissa khud ALLAH ta‘ala ne Hayat e MUSTAFVI mn hee mansookh kr diya or uski tilawat HUZOOR or apke sahaba k dilon se bhi mehw ho gai . Is waste ye nhn kaho k sb ka sb quran hmn yad ha blke ye kaho k jitna maujod hay wo hmn yaad ha.

khud rawafiz ki apni kutub mn nasakh e quran k asbaat mn dlayil k taur pr maujood riwayat mn ye cheez biyan ki gai ha jesa k hm ne pesh ki.

Page 42: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

HAJJAJ BIN YOUSAF NE TEHREEF KI??

AL JAWAB

Page 43: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

الجوابTehqeeq e riwayat

Riwayat:    حدثنا  ، السجستاني حاتم أبو  حدثنا صهيب بن ، عباد

جميلة  أبي بن عوف في  ،  عن غير يوسف بن الحجاج أنحرفا عشر أحد عثمان    مصحف

(Al Masahif by Ibn e Abu Dawood , baab ikhtilaaf e masahif)

Auf bin Abi Jameela khte hn k Hajjaj bin yousaf ne Quran pak mn 11 huroof tabdeel kr diye.

Is riwayat ki sanad mn maujood second number pr raawi UBAAD BIN SUHAYB nihayt za’eef rawi ha , jo aimma e jarah o ta’deel k han matrook hay.

TAFSEEL AGLE SCANS MN ……….

Page 44: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

HAJJAJ BIN YOUSAF………….1

UBAAD BIN SOHAYB

KA ZU’F

Ubaad bin Sohayb k mutalliq aimma e jarah o ta’deel ki a’raa pesh e khidmat hn:

MEEZAN UL E’TIDAAL by IMAM ZAHBI, RAWI#4122

البصري - 4122 صهيب بن المتروكين ، عباد .أحد واألعمش عروة، بن هشام عن ،المديني قال حديثه: ابن .ذهب

والنسائي وقال متروك.وغيرهما: البخاريحبان وقال الصناعة : ابن هذه في المبتدئ سمعها إذا أشياء يروي ذلك ومع داعية، قدريا كان

بالوضع لها .شهدKhte hn :

Ubaad bin Sohayb albasri , matrook rawyon mn se

Imam ibn ul madeeni khte hn k muhaddiseen ne in se hadees lena chor diya

tha.

imam Bukhar o Imam Nisai khte hn k ye matrook the.

Imam ibn e Hibban khte hn k ye QADARI the (biddati firqa) or apne ghalat

aqeede ki tableegh b krte the inho ne esi cheezen riwayt ki hn k talib e ilm bhi

un mn khud se ghri hoi baten dekh skta hay.

Page 45: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 46: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RESULT

Ye riwayat muhaddiseen

ki jamat k haan 1 zaeef ,

matrook or bidati

mubaligh ki riwayat krda

ha is waste ahl e sunnat

is se bezar or bri hn

Page 47: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

SABIT HUWA:

SAHABA KA DAMAN PAK

HAY

1. Rawafiz ki pesh krda riwayat

mn aksar Zaeef o Batil hn

2. Jbke baqi ki riwayat huzoor k

daur mn hee ALLAH ki trf se

nasakh e quran k baare mn

hn

Page 48: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RAWAFIZ

KA AQEEDA

TEHREEF E QURAN

Page 49: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Rawafiz Tehreef k qa’il hn

Nasakh or tehreef k

drmiyan frq ko zehn

mn rkhte huwe ,

mulahiza kijye

rawafiz ka tehreef e

quran ka aqeeda

Page 50: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Rawafiz Ka Aqeeda e Tehreef e Quran…1

1. Usool e Kafi , juz 1, kitab

fazail e quran,page350

Rawi khta hay k 1 shakhs ne imam jafar sadiq k

saamne quran prha jo aam quran se mukhtlif

tha. Mn ne poocha to imam ne frmaya k is quran ko chupay

rkho or aam logon wala quran prho. Jb imam mehdi ayn gay

to wo hazrat ali wala asli quran layn gay jo k ALLAH ne

huzoor p nazil kiya tha. Hazrat ali ne ye quran logon se

naraz ho kr chupa liya tha or kaha tha k ab imam mehdi k

aane tk tum is se mehroom rho gay.

Page 51: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 52: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Rawafiz Ka Aqeeda e Tehreef e Quran…2

2. Usool e Kafi , juz 1, kitab ul hujjah,

bab#163 , page 481

Imam jafar sadiq ne frmaya k quran ki

ayah “k jo ALLAH or uske rasool ki

ata’at kre…” asl mn is trh nazil hoi thee

“jo ALLAH or uske rasool ki hazrat ali or

unke ba’d wale aimma ki wilayat mn

ata’at kre wo bri kamyaabi hasil kr gya”

Page 53: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 54: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Rawafiz Ka Aqeeda e Tehreef e Quran…3

3. Usool e Kafi , juz 1, kitab ul hujjah,

bab#163 , page 484

Imam jafar sadiq ne frmaya k ALLAH KI

QASAM QURAN KI AYAH “hm ne bht phle

hazrat Adam se ehd liya tha” asl mn is

trh nazil hoi thee “hm ne bht phle ye ehd

liya tha k Muhammad , Ali , Fatima,

Hassan o Hussain or unki aulad mn

aimma hmare kalimat mn se hn phir

hazrat adam ye bhool gay”

Page 55: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 56: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Rawafiz Ka Aqeeda e Tehreef e Quran…4

4. Usool e Kafi , juz 1, kitab ul hujjah,

bab#163 , page 485

Imam jafar sadiq ne frmaya k hazrat

jibreel quran ki ayah “ay ahl e kitab

hm ne jo noor e mubeen nazil kiya us

pr eeman lao” asl mn is trh nazil hoi

thee “ay ahl e kitab hm ne HAZRAT

ALI k bare mn jo noor e mubeen nazil

kiya us pr eeman lao”

Page 57: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 58: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Rawafiz Ka Aqeeda e Tehreef e Quran…5

5. ANWAR E NO’MANIYAH, by NOMAN AL JAZAYRI, juz 2 kitab

noor ut taharah was salah,page 247

Aage chl k kehte hn

Tehreef e quran ki pachween daleel ye riwayt ha k huzoor ki wasiyyat k

mutabiq sahi quran sirf maula lai ne jama kiya tha magar logon ne jb use

nhn maana to ap ne frmaya k aj k ba’d ye quran tum kbhi nhi dekh sko gay

or imam mehdi hee ise layn gay. Ye wo asli quran tha jo tehreef se pak tha.

Aj jo quran logon k pas hay wo usman ka hathon ka likha huwa hay jis mn

likhi hoi baten arabic grammer k qawaid k bhi khilaf hn ……hazrat umar ne

hazrat ali k paas pegham bhijwaya k wo asli quran le kr ayn or maula lai

jante the k hazrat chahte hn k ibn e mas’ood k quran ki trh is asli quran ko

bhi jala dn

Page 59: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 60: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Rawafiz Ka Aqeeda e Tehreef e Quran…6

6. AL EHTIJAJ, by AL-TABRISI , juz 1 , page 254

Ye ayat “fa in khiftum al la tuqsitoo” munafiqeen ki

trf se tehreef shuda hay. Is mn “fil yataama” or “fa

ankihoo maa taaba lakum min annisa” k drmiyan

ayk tihayee(1/3) quran k barabar khitabat or qissa jaat

the jo in munafiqeen ne nikal daale. Ghaur o fikr kre

walon k liye quran mn munafiqeen ki is tehreef ki bht

misalen hn jsi wajha se mukhalifeen islam p ab etraz

krte hn. Or agar mn tujhe quran mn tehreef shuda

muqamat ki tfseel btaane lg jaon to guftgoo bht

taweel ho jay gee . Lekin taqayya krta hoon or doston

ki achaiyan or dushman ki buraiyan zahir nhi krta.

Page 61: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 62: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

SHIA KA

JHOOTHA BAHANA

In baton k jawab mn rafzi khte hn :

>>> ye aqeeda sirf chnd ghali or kazzab shiyon ka

tha

Al Jawab:

1. hm ne jin kutub k hawala diya ha un mn sb se phli

USOOL E KAFI ha jo unke han Quran ki trh ha or phir

EHTIJAJ E TABRISI or ANWAR E NOMANIYA hn or ye

shia ki mustanad o muhaqqiqeen ki kutub hn jis mn

unhu ne tehreef k ilzam ko nauzubiLLAH sahaba k

gunahon k suboot mn pesh kiya ha

3. Shia k mustanad o naamwar muhaqqiq MULLA

FAIZ KASHANI ne shdd o mdd se tehreef e quran k

dlayl ka rdd kiya ha magar iske sath sath ye tasleem

kiya ha k unke qadeem ulima ka mazhab yhi tha k

quran mn tehreef ho chuki ha.

Page 63: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

SHIA K SB SE BRE OR MUSTAANAD ALIM , USOOL

E KAFI K MUSANNIF

YA’QOOB AL-KULAYNI

TEHREEF E QURAN K QAA’IL THE

YE BAAT TASLEEM KI HA AQEEDA E TEHREEF PR SHIA KA

DIFA KRNE WALE MULLA FAIZ KASHANI NE

Next Scan mulahiza kijye

Page 64: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Usool e Kafi K Musannif Ya’qoob Kulayni Aqeeda e Tehreef K

Qaa’il The….

3. AL SAAFI, by Mulla Faiz Kashani , juz 1 , page 22

بن ) ( محمد اإلسالم ثقة من فالظاهر ذلك في ره مشايخنا اعتقاد أما و

    ألنه القرآن في والنقصان التحريف يعتقد كان أنه ثراه طاب الكليني يعقوب

أنه مع فيها لقدح يتعرض ولم الكافي كتابه في المعنى هذا في روايات روى

  إبراهيم بن علي أستاذه وكذلك فيه رواه بما يثق كان أنه الكتاب أول في ذكر

  طالب  أبي بن أحمد الشيخ وكذلك فيه غلو وله منه مملو تفسيره فان القمي

  االحتجاج  كتاب في منوالهما على نسج أيضا فإنه الطبرسيOr jahan tk tehreef k mutalliq hmare mashaykh ki aqeede ki baat ha to hmare

mashaykh se ye aqeeda zahir hay. Siqqa tul islam Muhammad bin

Ya’qoob al kulayni quran mn tehreef or kmi k mu’taqid the q k unhu ne apni kitab usool e kafi mn is ma’ni pr dlalat krne wali riwayat drj ki

hn or un pr koi rdd b nhi kiya jbke unhu ne is kitab k shuroo mn kaha ha k is

kitab mn men bawasoq riwayat drj kroon ga. Isi trh unke ustad ibraheem

qummi ne apni tafseer mn is aqeeda e tehreef ka ghuluww ki hdd tk

parchaar kiya hay or isi trh shekh ahmad bin ali tabrisi ne bhi kitab

ul ehtijaj mn kiya hay

Page 65: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Scan page mulahiza frmayn

Page 66: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

RAWAFIZ kehte hn!!!!!

rafzi ye bhi khte hn :

>>> unka tehreef ka aqeeda asal sahaba ka quran k

andar se tfseeri aqwal hazaf krne ka hay

Al Jawab:

1. Ye bat jhooth hay q k hm ne jitne hwale diye un mn

kehin nhi likha k ye baat tafseer k tor p huzoor ne khud

likhi thee or sahaba ne nikal dee BLKE SAAF LIKHA HAY

K YE AYAT ASAL MN NAZIL HEE IS TRH HOI THEE

MAGAR SAHABA NE IS MN SE YE ALFAZ NIKAAL DIYE

3. Mazeed is ilzam ko unke apne jadeed ulima misl

Mulla Faiz kashani ne bhi qubool kiya ha (jesa k hm ne

scans diye) . Halanke faiz kashani ne isi kitab mn

aqeeda e tehreef ka daagh dhone ki bht koshish ki

magar phir bhi wo apne qadeem buzurgon se ye

tasleem krne pr mjboor hn

Page 67: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

SOORAH AL WILAYAH(MAKHOZ MIN AQAID E JAFRIA BY MOLANA MUHAMMAD ALI SAHIB)

*YE KUTUUB INTERNET PER DASTIYAB NHN HONE KI WAJHA SE ASL BOOKS MN SE SCAN HASIL KRNA MUMKIN NHN THA

Page 68: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Shia Ki Soorah Noorayn….1

Page 69: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Shia Ki Soorah Noorayn….2

Page 70: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Shia Ki Soorah Noorayn….3

Page 71: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Shia Ki Soorah Noorayn….4

Page 72: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

Shia Ki Soorah Al-Wilayah

Page 73: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

DUSHMANAN E SAHABA K AQEEDA E TEHREEF E

QURAN PR INKI KUTUB MN SE SUBOOT O SHAWAHID KI

BHT BRI TA’DAD MAUJOOD HA , MAGAR WQT KI KMI KI

WAJHA SE FAQEER ISI PR BSS KRTA HAY

Page 74: Jawabat e sunniya fi rdd tehreef e kitab e rabbaniyyah

SABIT HUWA:

SHIA k han:1. Shia k mustanad treen ulima or kutub

mn unka aqeeda e tehreef e quran

sabit ha

2. Unka is pr aaj layt o la’l krna taqiyya

ha wagarna unke mustanad jadeed o

qadeem muhaqqiqeen is baat ko

tasleem krte hn