jihad جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

28

Upload: asra-hameed

Post on 19-Jan-2017

326 views

Category:

Presentations & Public Speaking


4 download

TRANSCRIPT

Page 1: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا
Page 2: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا
Page 3: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

JIHADJIHADGroup # 6

ISLAMIAT PRESENTATION

Page 4: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

ASRA HAMEEDASRA HAMEED

اد ہ الل کی را ہج ہ ۔میں لڑنا

Page 5: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا
Page 6: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا
Page 7: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا
Page 8: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا
Page 9: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Islam aur Jihad Jihad kya hai? Kya deshatgardi ki bunyaadi wajah Jihad hai? Kya Islam deshatgardi ki ijazat daita hai? Kya sub deshatgard Musalmaan hain? Ye wo sawalaat hain jnky jawab bht hain par such aur jhoot ka pta chalna ubi baqi hai. ALLAH Kareem nay Hazrat Muhammad S.A.W.W ko tmaam insaaniyat kay lye rehmat bna kr bheja, jnki sadaqat ki gawahi kaafir be daitay thay, tau aisay Nabi aur Khuda ka mazhab deshatgardi aur khoonraizi ki ijazat kaisay dy skta hai? ALLAH Kareem ny Quran mai waazaye kiya hai kay musalmaan aur ghair musalmaano kay darmiyaan rishta pyaar, aman, izzat aur bhaicharay par mabni hoga, Islam masoom logon kay qatal o gharat sy sakhti say manaa krta hai chahay wo kici be nasal, zaat ya mazhab say hn. En sub dalayl kay bawajood Islam ko bunyaadparast mazhab kyun kaha jata hai? Jihad ka lafz “ JEHAD” say nikla hai jska mtlab koshish, mushaqat aur taqat ka hai, jihad ka matlab ALLAH Kareem ki raah mai logon say larna hai jo Islam kay khilaaf baghawat krtay hain. Jihad zahir aur batin hota hai. Jihad batin ka matlab Nafs sy jihad hai, aur nafsaani khwaishaat par kaabu paana hai, ye jihad ka aalaa darja hai isay Jihad e Akbar be kaha jata hai. Jihad Islam ka ek ahem fariza hai, Jihad ka hargiz ye matlab nahe kay ghair musalmaano ko jabran Islam ki taraf laya jaye, balkay ek aisa muaashra tashkeel daina hai jsmay amno amaan aur qanoon ki baladasti ho, aur aisa krna ek do din ya ek do saal mai mumkin nahe balkay esk lye puri zindage darkaar hai.

Page 10: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا
Page 11: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

ERUM KHANERUM KHAN

Page 12: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Islam aur Jihad Hazrat Muhammad S.A.W.W. aur unk Sahaaba R.A ki zindage jihad ka behtareen namoona the. Unho nay deen ki khatir kaen tarah ki takleefein bardasht kein, unho nay deen ki khatir talwaar uthai, aur jb zaroorat pari tau apna jaan aur maal ALLAH ki raah mai paish kiya. Nabi S.A.W.W aur unk Sahaaba ki zindage jihad ka behtareen namoona hai. Ghair musalmaano ko zabardasti Islam ki taraf raaghib krna, zaalim khukmaran ki baat maan’na, jihad nahe. Jihad ka asal maqsad deen Islam ki sar bulandi hai, eskay lye har kisam ki koshish krna, apni tmaam maali, jaani aur dimaaghi quwaton ko ALLAH ki raah mai surf krna hai, yhan tk kay apna khandaan, aur qaum ki jaan ki be parwa na krna hai. Esi lye Jihad ko Islam mai bhari ebaadat qaraar diya gaya hai. Agr kici Islami mulk par hamla ho tau es soorat mai jihad es mulk kay tmaam logon par namaz aur rozay ki tarah farz ho jata hai. Jihad ek koshish hai aur Islam mai eskay waazaye asool bayan kiyay gaye hain. Jihad ka maqsad sirf or sirf mazloom musalmaano ki madad krna, Islam ki aashaat aur ALLAH ki raz’aa haasil krna ho.

Page 13: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Types of Jihad Types of Jihad

AISHA ABDULLAH

Page 14: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad ki kaen iksaam hain jnmay

Jihad bil QalabJihad bil Lisaan & Jihad bil Qalam,

Jihad bil Maal,Jihad bin Nafs...

Page 15: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bil QalabJihad bil QalabMINAHIL ASHRAF

Page 16: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bil LisaanJihad bil Lisaan Or Or

Jihad bil QalamJihad bil Qalam

NEELAM SHARIF

Page 17: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bil Lisaan Or Jihad bil QalamJihad bil Lisaan Or Jihad bil QalamJihad bil lisaan lo jihad bil ilm bhi kaha jata hai.Jihad bil ilm se muraad hai k fawahish o

munkiraat ke khilaaf zabaan aur qalm se jihad karna.

Muashre ko buraeyun se bachana aur nekiyan aam karna nez qayaam aman o amaan ke liye jad o jahad karna jihad bil qalm khelata hai.

Is ki tayeed e bari taala ke is farmaan se hoti hai jis mai musalmaano ko in ki zemedariyaaan samjhae gae hain

“AYE MUSALMANO! TUM SAB UMMATON SE BHETAR HO TUMHEN HUMNE ISI LIYE UBHARA HAI KEH TUM LOGON KO NEKIYUN KA HUKUM DETEY RAHO AUR

BURAYUN SE RUKTEY RAHO”

Page 18: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا
Page 19: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Is farmaan se saaf zahir hai ke har musalmaan apne qol o fail ke zariye ek mublig hesiyat rakhta hai ke is ki zabaan se nikalne wala har lafz islah muashre ke liye rehnuma, aur is ka har amal sunat e rasul ke mutabiq ho.

Allama iqbal ne is haqeqat ko apne ek shair mai yun wazeh kya hai:

“YE RAAZ KISI KO NAHIN MALOOM KE MOMIN QARI NAZAR ATA HAI HAQIQAT MAI HAI QURAN”

Jihad bil Lisaan Or Jihad bil QalamJihad bil Lisaan Or Jihad bil Qalam

Page 20: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bil LisaanJihad bil Lisaan Or Or

Jihad bil QalamJihad bil Qalam

AREEBA YAWAR

Page 21: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bil Lisaan Or Jihad bil QalamJihad bil Lisaan Or Jihad bil Qalam Is ki mutadid suraten hain maslan: Dalael hakka se batil par islaam ki hakaneyat aur bartari ko

sabit karna, Batil aqaed, nazaryaat ke budey pan ko dalael se sabit karna. “AUR KAFIRON KI NA MANIYE IS (QURAN KI HAQANIYAT O

SADAQAT) KE ZARIYE IN SE BARA JIHAD KIJIYE” Ye jihad zaban se bhi hota hai aur tehrer ke zariye bhi. Muashre mai munkiraat aur buraiyun ke farig ko rukne aur hal

karne ke liye nasihat aur tableeg ke zariye fiza ko sazgar banaya.

Aur is maqsab ke liye zaban o bayan aur tehrer ki salahiyaton ko kam mai lana. Isi ke liye hadees mai aya hai ke.“BHETREEN JIHAD JABIR YA ZALIM HAKIM KE SAMNE

KALMA E HAQ KHENA HAI”

Page 22: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bil MaalJihad bil MaalSADAF GHAFOOR

Page 23: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bil maal:Jihad bil maal:Is se muraad Allah k deen ki sabulandi, faroogh, ahsaat or Islam or musalamano ki difa k liye mali o wasail ko baroe kar lena hai.Asal cheez insan ki niat hai niat achi honi chahiye jo maal Allah ne musalmano ko ata kiya hai is naymat ko Allah k deen ki himayat or tableeg per kharach kerna jihad bil maal hai.1. is mai muslimo ki a-anat karna.2. Nawar musalmaan ki madad.3. Jihad ya table mai masruf logo ki maali madad.

Page 24: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bin NafsJihad bin NafsRAMSHA MEHAK

&AMMARAH UROOJ

Page 25: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Jihad bin Nafs:Jihad bin Nafs:Huzoor Akram (S.A.W) ne farmana hai k,Nafs k khilaaf jihad kerna jihad akbar hai or is ki tayari kerna chahiye.Asal mai har amal ka control dil hi se hai sab se barh ker ye faisla kerna k kis lamhey jaan afreen k supard kerna hai In tamam amaal o afaal ka faisla nafs hi kerta hai. Dil se amal ka hukum dega wo amal bandey se sadir hoga isi liye Huzoor akram (S.A.W) ne nafs k khilaaf jihad kerney ko jihad akbar ka darja diya hai k ager nafs ko tum ne zair ker lia to phir maal o daulat to kya jaan bhi nichawar kerna asaan o sehel hojayega or sath hi bandey k ikhlaaq o kirdaar mai bulandi or azmat bhi paida hojaye gi.

Page 26: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

CONCLUSIONCONCLUSIONSUNDAS EJAZ

Page 27: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

Any Qustion???????Any Qustion???????

Page 28: JIHAD جہاد ۔ اللہ کی راہ میں لڑنا

THE END THE END