om jai jagdish hare - shreegeetabhawan.com · om jai jagdish hare om jai jagdish hare swami jai...
TRANSCRIPT
OM JAI JAGDISH HARE Om jai Jagdish hare
Swami jai Jagdish hare Bhakt jano ke sankat Daas jano ke sankat
Kshan men door kare Om jai Jagdish hare Jo dhiave phal pave
Dukh bin se mann ka Swami dukh bin se mann ka
Sukh sampati ghar aave Sukh sampati ghar aave
Kasht mite tan ka Om jai Jagdish hare Mat pita tum mere
Sharan padun main kiski Swami sharan padun mein kiski
Tum bin aur na dooja Prabhu bin aur na dooja
Aas karun mein jiski Om jai Jagdish hare
Tum puran Parmatama Tum Antaryaami
Swami tum Antaryaami Par Brahm Parmeshwar Par Brahm Parmeshwar
Tum sabke swami Om jai Jagdish hare
Tum karuna ke sagar Tum paalan karta
Swami tum paalan karta Mein murakh khalkhami Mein sevak tum swami
Kripa karo Bharta Om jai Jagdish hare Tum ho ek agochar
Sab ke pranpati Swami sab ke pranpati
Kis vidhi milun Dayamaya Kis vidhi milun Dayamaya
Tum ko mein kumti
Om jai Jagdish hare Deen bandhu dukh harta
Thakur tum mere Swami Rakshak tum mere
Karuna hast badhaao Apni sharani lagao
Dwar pada mein tere Om jai Jagdish hare Vishay vikar mitaao
Paap haro Deva Swami kashat haro Deva Shradha bhakti badaao Shradha prem badaao
Santan ki sevaa Om jai Jagdish hare Tan man dhan sab
kuchh hai tera Swami sab kuchh hai tera
Tera tujhko arpan, kya laage mera
Om jai Jagdish hare Om jai Jagdish hare
Swami jai Jagdish hare Bhakt jano ke sankat Daas jano ke sankat
Kshan men door kare Om jai Jagdish hare
Karpur gauram karunaa avataaram, Sansaar saaram bhujgendra haaram,
Sadaa vasantamhridayaarvinde, Bhavam Bhavaani sahitam namaami
Mangalam Bhagawaan Vishnu Mangalam Garuda Dhwaja Mangalam Pundari Kaaksha
Mangalaaya Tanno Hari Sarva Mangala Maangalye Shive Sarvaatha Saadhike
Sharanye Trayambake Gauri Naaraayani Namastute
Twamev maata cha pitta twamev, Twamev bandhu cha sakha twamev Twamev vidyya dravinam twamev,
Twamev sarvam mum dev dev Kayena vacha manas-endriyair vaa
Budhi atmanava prakriteh svabhavaat Karomi yad yad sakalam parasmai Narayanaa-yeti samarampeyaami
Sashankh chakram sakireet kundalam, Sapeet vastram sarasi runekshanam
Sahar vaksh sthal kaustubhashriyam, Namami Vishnum sirasa chaturbhujam
Vanshi vibhushit karaan navaniradabhaat Pitambara-darun bimb phaladharo-shthat,
Purnendu sunder mukhaadar bimb-netraat
Krishnat- param kimpai tatvamaham na jaane Apraadh sahasatraani kriayate ahanirsham mayya
Daasoayamiti maam matva kshamsav parmeshvarm
Jaikaras - Glorys
Boal (as in Goal) KrishanKanhaiyyaLaalki Jai Shree Giri - Raj Dharnki Jai
Shree Lakshmi narayanBhagwanki Jai Shree Ayodhya - Naath ki Jai
Shree Ram Chander Bhagwan ki Jai Shree venkateshwara Bala ji Bhagwan ki Jai
Shree Pavan Sut Hanuman ki Jai Shree Mad Jagat Guru Shankeracharya ki Jai
Acharaya Shree Maha - Prabhu ki Jai Gosaign ji param dayaaalu ki Jai
Yamune Maharani ki Jai Ambe Maat ki Jai
Shree Jalaa Ram Baba ki Jai Satya Sanaatan Dharm ki Jai Shree Geeta Bhawan ki Jai
Apane Apane Guru Dev ki Jai Aaj ke Aanand ki Jai
Om Namah parvati pataye har har mahadev