aarti at 12:00 pm bhagwan vishnu mangalam garuda dhvaja mangalam pundarikaksah mangalayatanau hari...

2
Aarti at 12:00 PM Om jaya jagadeesh hare, Swaami jaya jagadeesha hare, Bhaktjanon ke sankat, kshana mein door kare Jo dhyave phala pave, dukh vinasey mana kaa, Sukh sampati ghara aavey, kashta mitey tana kaa. Maat pitaa tum merey, sharana kahoon main kiski, Tum bin aur na doojaa, aas karoon main jiski. Tum puran paramaatmaa, tum antaryaami, Paar brahma parameshwar, tum sabake swami. Tum karunaa ke saagar, tum paalana kartaa, Main moorakh khalkaami, kripaa karo bharataa. Tum ho ek agochara, sabke praanapati, Kisa vidhi miloon dayaamay, tumako main kumati. Deena bandhu dukha harata, Thaakur tum merey, Apney haath badhaao, dwaar pada main terey. Vishaya vikaar mitaao, paap haro devaa, Shraddhaa bhakti badhaao, santan ki sevaa. Tan man dhan sab kuch hai tera, Swami sab kuch hai tera, Tera tujhko arpan, kyaa laagey mera. Om jaya jagadeesh hare, Swaami jaya jagadeesha hare…..

Upload: vuongdien

Post on 26-Apr-2018

239 views

Category:

Documents


1 download

TRANSCRIPT

Aarti at 12:00 PM

Om jaya jagadeesh hare, Swaami jaya jagadeesha hare,

Bhaktjanon ke sankat, kshana mein door kare

Jo dhyave phala pave, dukh vinasey mana kaa,

Sukh sampati ghara aavey, kashta mitey tana kaa.

Maat pitaa tum merey, sharana kahoon main kiski,

Tum bin aur na doojaa, aas karoon main jiski.

Tum puran paramaatmaa, tum antaryaami,

Paar brahma parameshwar, tum sabake swami.

Tum karunaa ke saagar, tum paalana kartaa,

Main moorakh khalkaami, kripaa karo bharataa.

Tum ho ek agochara, sabke praanapati,

Kisa vidhi miloon dayaamay, tumako main kumati.

Deena bandhu dukha harata, Thaakur tum merey,

Apney haath badhaao, dwaar pada main terey.

Vishaya vikaar mitaao, paap haro devaa,

Shraddhaa bhakti badhaao, santan ki sevaa.

Tan man dhan sab kuch hai tera, Swami sab kuch hai tera,

Tera tujhko arpan, kyaa laagey mera.

Om jaya jagadeesh hare, Swaami jaya jagadeesha hare…..

Prayers after Aarti

Karpur Gauram Karuna-Vataram Sansara Saram Bhujagendra Haram Sada Vasantham Hrudaya Ravinde Bhavan Bhavami Sahitam Namami

Mangalam Bhagwan Vishnu Mangalam Garuda Dhvaja Mangalam Pundarikaksah

Mangalayatanau Hari

Sarva Mangal Maangalye Shive Sarvarth Sadhike Sharanye Trayambake Gauri, Narayani Namostute

Aum Sarve Bhavantu Sukhinaha

Sarve Santu Niramaya Sarve Bhadrani Pashyantu

Ma Kaschid Dukha Bhaga Bhavet