hussain tere lahu ki kushbu. حسین تیرے لہو کی خوشبو فلک کے دامن سے آ...

30
و ب ش و خ ی ک و ہ ل رے ی ت ن ی س حHussain tere lahu ki kushbu

Upload: pablo-penton

Post on 01-Apr-2015

255 views

Category:

Documents


1 download

TRANSCRIPT

  • Slide 1

Hussain tere lahu ki kushbu Slide 2 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 3 Yeh khoon-e-nahaq chupay ga kyun kar Jisay yeh dunya chupa rahi hai How can this unjust bloodshed stay hidden Which this world is trying hide Slide 4 Yeh sabr tera teri ibadat, woh rah-e-haq mein teri shahadat Your patience, your prayers and your martyrdom for justice Slide 5 Teri sadaqat ki dastanain Zamanay bhar ko suna rahi hain Tell a tale of your truthfulness To the whole world Slide 6 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 7 Tamam aalam ko yeh dikhaya, kata ke gardan ko deen bachaya Taught the whole world how to preserve relegion by sacrificing himself Slide 8 Magar yeh ummat abhi bhi aal-e Nabi ko dekho sata rahi hai But these people are still torturing The descendants of the prophet Slide 9 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 10 Ghareeb maula ki bekasi ke, ghareeb maula ki bebasi ke Of the destitute Maulas helplessness and powerlessness Slide 11 Abhi talak woh zameen-e-karbal Lahu ke ansoon baha rahi hai Till this day the land of Karbala Cries tears of blood Slide 12 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 13 Jawan betay ki laash lainay, chalay hain maqtal ko shah- e-wala Imam is going to the battle-field to collect the dead body of his young son Slide 14 Magar zaeefi qadam qadam par Utha rahi hai bitha rahi hai But grief is causing him on every step To stumble and sit down Slide 15 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 16 Barehna sar hai Ali ke beti, magar wohi azmat-e- Muhammad Alis daughter though bareheaded, still displays the greatness of Muhammad Slide 17 Woh jis ki khatir bhara hua ghar Luta ke Karbal se aa rahi hai For whos honor she sacrificed Her whole family in Karbala Slide 18 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 19 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 20 Yeh kaun hai jis ki guftugu mein Ali ka lehja jhalak raha hai Who is this whose speech has the mannerism of Ali Slide 21 Yeh kaun hai jis ke walwalon mein Hussainiyat jagmaga rahi hai Whose boldness reflects the spirit of Hussain Slide 22 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 23 Ajeeb hai Karbala ka manzar, rawan hai Shah ke galay pe khanjar Strange is this scene of Karbala, a dagger is on the throat of the Imam Slide 24 Zamana karwat badal raha hai Sakina ansoo baha rahi hain Surely times are changing Sakina is crying for her father Slide 25 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 26 Hussain medan-e-Karbala mein ajeeb moti luta rahe hain Hussain is in the field of Karbala giving away such unique pearls Slide 27 Jawan betay, bhateejay, bhai Ki laashain tanha utha rahe hain Young sons, nephews and brothers And all alone as he brings back their bodies Slide 28 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens Slide 29 Yeh khoon-e-nahaq chupay ga kyun kar Jisay yeh dunya chupa rahi hai How can this unjust bloodshed stay hidden Which this world is trying hide Slide 30 Hussain tere lahu ki khusbu falak ke daman se aa rahi hai O Hussain the scent of your blood can be felt coming from the heavens