tantrokt nariyal ki sadhana-sadgurudev from mtyv

Post on 16-Apr-2015

245 Views

Category:

Documents

33 Downloads

Preview:

Click to see full reader

DESCRIPTION

tantrokt nariyal ki sadhana-sadgurudev from mtyv

TRANSCRIPT

Ye dono vastu tantrokt nariyal nahi hai par inhe tantrokt nariyal ki jagah

use kar sakte hai.Arif Khan Nikhil- 

bhaai inme se koi bhi taantrokt naariyal nahi hai,wo alag hi phal hota hai

bhaai,haan vaikalpik roop se aap upar ke dono phal aur poora nariyal bhi prayukt kar sakte hain taantrik mantron se siddh

karke.bhai naariyal ko brahmaand ki sangya di gayi hai,jis bhi mantra se ye abhimantrit

hote hain,waise hi prabhaav ko ye darshata hai.atah aap jis prayojan ke liye

ise prayog karna chahe us vidhaan ke mantra ka prayog naariyal ko siddh karne

me kiya ja sakta hai.

top related