sach ki pahchan

1
Sach ki Pahchan Anup Panigrahi April 16, 2013 Duniya me sabse adhik mahattapurna kya hai? ~ KARM. KARM aur DHARM me kya antar hai? ~ KARM se DHARM ki prapti hoti hai. DHARM ka palan karna sab se bada KARM hoti hai. Sabse sresth DHARM kya hai? ~ Apne kartyabon ka palan karna. Mata, Pita, aur Stree me sabse pahle kinka sthan hona chahiye? ~ Mata, Pita. Fir Stree ki sthan kanha honi chahiye? ~ Hriday me. Jise aap apne se door nahi kar sakte. Kyon ki prem hriday se ki jati hai. Aur hum vivah, Agni Dev ko sakshi mankar karte hain. Arthat, ek Pati ya Patni ke liye ek dusre ko prem karna ebam apne kartyabon ka palan karna sabse bada dharm hota hai. Aur Mata, Pita ki sthan? ~ Unke sthan Bhagwan ki jagah pe hoti hai, tabhi to unke sthan pahle hai. Kyon ki hum unke anthar (womb) se sambandh rakhte hain. Aur pati, patni me kisi sthan ki kya awasyakata, oye to ek dusre ke hriday me niwas karte hain. To fir Bhagwan aur Mata, Pita me kya antar hai? ~ Mata, Pita ke murti ki sthapana hum nahi karte parantu Iswar ke pratimurti hum Banate hain. Hum ish sansar me alokit hue hain Mata, Pita ke karan. Hamare har achar, bichar, sanskriti, sabhyata, prabriti, nibriti hamare Mata, Pita se mile hain. Isiliye Mata, Pita Bhagwan ke swaroop hain. Bhagwan, nirakar, sarbasaktiman hain, jinke ashirwad se ish prakriti ka janam hua hai. Unhi Bhagwan ko aap bhi puja karte hain, apke Mata, Pita bhi puja karte hain, aur Apke Bache bhi puja karte hain. Iska arth yehi hua ki, Bhagwan sabse pare hain, mahaan hain, wohi paramatma hain. Jab hum apne Mata, Pita ko naman karte hain, ya fir agar hamare Mata, Pita hume ashirwad dete hain to hamara naman Mata, Pita ke madhyam se Prabhu (Bhagwan) tak pahuchti hain, aur jo ashirwad milte hain unke bhi sroth wohi hote hain. Kyon ki hamare anadr atma hai, jis taraha se atma se atma ki milan hoti hai, thik ushi tarah se atma se paramatma ki bhi milan hoti hai. Jab hum prabhu ke dhyan me lin ho jate hain, tabhi hume in sare baton ki anubhuti hoti hain.

Upload: anup-panigrahi

Post on 13-Jul-2015

265 views

Category:

Spiritual


2 download

TRANSCRIPT

Page 1: Sach ki pahchan

Sach ki Pahchan Anup Panigrahi April 16, 2013

Duniya me sabse adhik mahattapurna kya hai? ~ KARM. KARM aur DHARM me kya antar hai? ~ KARM se DHARM ki prapti hoti hai. DHARM ka palan karna sab se bada KARM hoti hai. Sabse sresth DHARM kya hai? ~ Apne kartyabon ka palan karna. Mata, Pita, aur Stree me sabse pahle kinka sthan hona chahiye? ~ Mata, Pita. Fir Stree ki sthan kanha honi chahiye?

~ Hriday me. Jise aap apne se door nahi kar sakte. Kyon ki prem hriday se ki jati hai. Aur hum vivah, Agni Dev ko sakshi mankar karte hain. Arthat, ek Pati ya Patni ke liye ek dusre ko prem karna ebam apne kartyabon ka palan karna sabse bada dharm hota hai. Aur Mata, Pita ki sthan?

~ Unke sthan Bhagwan ki jagah pe hoti hai, tabhi to unke sthan pahle hai. Kyon ki hum unke anthar (womb) se sambandh rakhte hain. Aur pati, patni me kisi sthan ki kya awasyakata, oye to ek dusre ke hriday me niwas karte hain. To fir Bhagwan aur Mata, Pita me kya antar hai?

~ Mata, Pita ke murti ki sthapana hum nahi karte parantu Iswar ke pratimurti hum Banate hain. Hum ish sansar me alokit hue hain Mata, Pita ke karan. Hamare har achar, bichar, sanskriti, sabhyata, prabriti, nibriti hamare Mata, Pita se mile hain. Isiliye Mata, Pita Bhagwan ke swaroop hain. Bhagwan, nirakar, sarbasaktiman hain, jinke ashirwad se ish prakriti ka janam hua hai. Unhi Bhagwan ko aap bhi puja karte hain, apke Mata, Pita bhi puja karte hain, aur Apke Bache bhi puja karte hain. Iska arth yehi hua ki, Bhagwan sabse pare hain, mahaan hain, wohi paramatma hain. Jab hum apne Mata, Pita ko naman karte hain, ya fir agar hamare Mata, Pita hume ashirwad dete hain to hamara naman Mata, Pita ke madhyam se Prabhu (Bhagwan) tak pahuchti hain, aur jo ashirwad milte hain unke bhi sroth wohi hote hain. Kyon ki hamare anadr atma hai, jis taraha se atma se atma ki milan hoti hai, thik ushi tarah se atma se paramatma ki bhi milan hoti hai. Jab hum prabhu ke dhyan me lin ho jate hain, tabhi hume in sare baton ki anubhuti hoti hain.