ghauth al azam life in urdu

Upload: ammaar

Post on 26-Feb-2018

233 views

Category:

Documents


0 download

TRANSCRIPT

  • 7/25/2019 Ghauth al Azam Life in Urdu

    1/2

    Quraan mein jo kamyaabi ka lika hai, uska mawzoo ruh ka saaf karna hain. Allah

    subhana wa taala saat kasam saath saath mein leta hain jo Quran ke dusri jagah

    mein kahan bhi nahi milta. Jab Allah kasam kaatha hain , woh cheez jis par Allah

    kasam kaatha hain bara azeem wala hain aur woh kasam ka mawzoo bhi bara

    azeem wala hain. Allah Quran ke aek jagah mein baar baar kasam kaatha hain

    aur hamaare arz karz ke sab se shaandaar takhleeqat ki baat karta hain jaisa

    chand, suraj, din, raath, aasmaan, zameen, aur ruh. !e sab ki Allah neh "aat kari

    hein kyunke unko hum ko bataana tha ke kamyaabi aur nakamyaabi tazkiyah se

    hain. # urdu $%&$'%()

    Aisha *adiAllahuanhu ne +uzoor alAllahuAlaihiwaallam ki ek dua ki riwayat ki

    hain aur ye hadith sahih -uslim me aata hain, #Allahumma ati nafsi taqwaha wa

    akkiha anta /hayru Anta 0aliyyu wa -awlaha.) !e du aka matlab hain ke 1Ae

    Allah, meri ruh ko taqwa ata farma aur meri ruh ko saaf karde, tu sab se acha

    hein saaf karne, aur tu meri ruh ka -awla aur 0aliyy hain.

    /oyi bhi unki aap ki ruh ka mawla nahi keh sakta. Allah subhanahu wa taala

    insaan ko Quraan mein kehta hain # urdu 2&2$). Aghar tazkiya Allah se hain to

    ham ko Allah se parna hain aur humko Allah se dua magne chahiye ke woh ham

    ko tazkiyah ata farmaaye 3 +uzoor alAllahuAlaihi0aallam ne ham ko joh dua

    diyi hain ke yaad karke hum unki sunnat ke paaband bante hain aur is me

    mazeed hum ye dua ko aek zariya banaate he ke Allah hum ko tazkiya ata

    farmaaye.

    +am Jannat nahi jaayenge aghar hum apne khood ko paak nahi karenge. /hood

    ke aap ko achi kaamo ke saath aur ibaadath ke saath hum nahi paak karenge toh

    phir hamaari saa4 akhirah me hongi. 5aykin insaan mein kuch aadmi hai joh itnegandhe aur napaak hain jo Jahannam ka aag bhi unko paak nahi kar sakta and

    yeh lowg hameysha se Jahannam me rahenge. Allah taala ham sab ko aisi

    Qismat se bachaaye. Allah hamey kehta hain ke Jannah paak hone ka inaam

    hain. Quraan me Allah hamey kehta hey ke # urdu 6(&78). Jannat dow qadam

    hein. 19yk kadam apne nafs par rakhlo, dusrah qadam Jannat mein hongah.

    9at less 3

    :hauth story then 3 ;afs ko khaana bohot pasand hain. !aad rakho ke jitna hum

    peyt bhar kar kaayenge ye dunya mein, itna baraa imkaan honga ke hamaare

    peyt akhira mein kaali honge. Jab hamaare peyt bhooke rehte hein, ibaadah

    dhikr aur muraaqabah karne ka aasaan hota hain. !azid ul *uqahi ne kaha tha ke

    #

  • 7/25/2019 Ghauth al Azam Life in Urdu

    2/2

    karne se nafs kamzor ho jatha hain. Aek admi ne =mar ibn al Aziz se pucha tha

    ke #mujhe kab bolna chahiye) aur unho ne jawaab diya tha ke #Jab tujh ko kuch

    na bolna ho) to phir woh aadmi ne puch #toh me kab kuch na bolu) aur unho ne

    jawaab diya #jab tujh ko bolna ho.)

    leep less 3

    ultaan al Awliya puri raath Allah ki >baadat karthe rehthe the 3 aek raath mein

    unka pura khatmul Quran kara jaatha tha. +am ko bhi jitna zyaada ham kar sakte

    hain, itna waqt >baadat aur dhikr karna chahiye, toh sohne ke jagah mein ham ko

    hamaara waqt istimal karna chahiye, subh mein ham ko ibtidaayi se utna

    chahiye toh phir dono hamara nafs ham se tabah huwe aur ham hamaara

    zyaada waqt istimaal karsakte hain kyunke hum akhira ka zyaada kaam karsakte

    hain.

    "aar baar toh :hauth al Azam *oze rakhtehe awr khana na mangthe the

    bawajood ke unko dino tak khana na mile. =nho ne unke saare zindagi ke araamawr zarooriyat ban kardiye the sirf torah sah reh diya, sirf jitna kaa4 honga unke

    zindagi ko barkaraar rakhe.

    ?our ways 3

    >mam :hazali unki kitaab riyadatal nafsme likhte hain ke ruh ke aibo jaanna ke

    chaar tariqeh hain.

    %@ ehla ke tum shayk ke saath betho jo je aybo ke ander dekh sakhte hein

    aur jiska paas ye aibo ki basirathain, aur ye shaykh ka suno ke tum kese

    ye aibo ko nikaal sakhte ho. 5aykin aaj ke dino me aisa such shakyhaynmilte nahi.

    6@ Ayk such wala, aur nayk, islami dowst ko dundo jo tumhare aibo aur bure

    aadato tum ko keh sakta hain. 5aykin, picha, is din aur umar mein is qism

    ke dost nahi milteB@